
Hey Guys Aap logo ne Du Recorder ke baare me to suna he hoga.
Ye Ek Mobile Screen Recoder hain jo bahut he jada famouse tha,
or eske famouse hone ki wajaha eske features the.
Es screen Recorder me apko bahut se feature milte the jo koi bhi dusra Screen Recorder Apko Nahi deta hain
Aaj Du Recoder ko Google Ne Playstore se hata diya hai
kyuki Du Recorder ne apna khud ka monetization platform bna liya tha.
Jisse users ko paisa kamane ka mauka mil raha tha.
Ab Du recorder Playstore pe nahi hain magar hum apko batate hain ki aap log kaise ese download kar sakte ho.
Du Recorder Features
Du Recorder mein apko bahut se features milte hain jo koi bhi dusra screen Recorder apko Provide nahi karwa sakta hain.
1 – Hd Video Recording : Du Recorder se aap Full Hd Screen Record kar sakte hain.
eske Alawa aap 12 Mbps ki Bit Rate Select kar sakte ho.
60 Fps ka apko support milta hai, jisse aap ek high qualty ki screen Record kar sakte ho.
2 – No WaterMark : Du Record mein water mark Remove karne ka option hota hai.
Jise aap bilkul free mein ek click se hata sakte hain or ye bilkul free hain.
3 – Video Editing – Du Recorder me apko Video editor bhi mil jata hai jo ki bilkul free hain.
aap chahe to esse aap apni video ko bhi edit ya trim kar sakte hain.
4 – Live Stream : Du Recoder se aap YouTube Pe Apne Mobile ki Screen ko live stream kar sakte hain.
Game Ko bhi aap Youtube pr Live Stream kar sakte hain jo ki kafi accha feature hain eska.
5 – Monetize – Ad promotion ke jariye aap Du Recoder se acchi earning bhi kar sakte hain.
6 – Optimitation – Du Recorder me System Optimition hain jo apko acchi qualty ki Screen Record Karne me Help karta hain.
7 – Extra Features – Du Recorder me apko or bhi bahut se extra features milte hain.
jaise Touch point, Screen Shot, System Repair, Notification bar, Invert or es taraha ke bahut or bhi feature.
Esliye Du Recorder Dusre Screen Recorder se jada best hain.


Live hoga
जवाब देंहटाएं